Kisi ne zahar kakah hai ,kisi ne shehad kaha hai - Rahat Indori Ghazal



किसी ने जहर कहा है किसी ने शहद कहा
कोई समझ नहीं पाता है जायका मेरा

मैं चाहता था ग़ज़ल आस्मान हो जाये
मगर ज़मीन से चिपका है काफ़िया मेरा

मैं पत्थरों की तरह गूंगे सामईन में था
मुझे सुनाते रहे लोग वाकिया मेरा

बुलंदियों के सफर में ये ध्यान आता है
ज़मीन देख रही होगी रास्ता मेरा .,.,.!!!






-----------------------------------------------------------------

Kisi ne jahar kaha hai , kisi ne shahad kaha
Koi samajh nahi pata hai jayka mera

Mai chahata tha ghazal aasman ho jaye
Magar jameen se chipka hai kafiya mera

Main pattharon ki tarah goonge saamyeen me tha
Mujhe sunate rahe lo waqya mera

Bulandiyon ke safar me dhyan aata hai
Jameen dekh rahi hogi rasta mera
Kisi ne zahar kakah hai ,kisi ne shehad kaha hai - Rahat Indori Ghazal Kisi ne zahar kakah hai ,kisi ne shehad kaha hai - Rahat Indori Ghazal Reviewed by Ashish Awasthi on October 17, 2012 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.