अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको
मैं हूँ तेरा तो नसीब अपना बना ले मुझको,.,
मुझसे तू पूछने आया है वफ़ा के माने
ये तेरी सादा-दिली मार ना डाले मुझको,.,
ख़ुद को मैं बाँट ना डालूँ कहीं दामन-दामन
कर दिया तूने अगर मेरे हवाले मुझको,.,
बादाह फिर बादाह है मैं ज़हर भी पी जाऊँ ‘क़तील’
शर्त ये है कोई बाहों में सम्भाले मुझको.,.,.,!!!!
*****************************************************
Apne hathon ki lakeeron me basa le mujhko
Main hun tera naseeb apna bana le mujhko
Mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maane
Ye teri sada-dili maar na dale mujhko
Khud ko main baant lun kahin daaman daaman
Kar diya tune agar mere hawale mujhko
Badah fir badah hai main jahar bhi pee jau 'kateel'
Shart ye hai koi bahon me sambhale mujhko

Apne hatho ki lakiron me basa le mujhko- Urdu Ghazal by Kateel
Reviewed by Ashish Awasthi
on
December 01, 2012
Rating:
No comments: