Mat Kaho Aakash me kohra ghana hai- Hindi Kavita by Dushyant Kumar


मत कहो आकाश में कोहरा घना है,
यह किसी की व्यक्तिगत आलोचना है,.,!!

सूर्य हमने भी नहीं देखा सुबह का,
क्या करोगे सूर्य का क्या देखना है,.,!!

हो गयी हर घाट पर पूरी व्यवस्था,
शौक से डूबे जिसे भी डूबना है,.,!!

दोस्तों अब मंच पर सुविधा नहीं है,
आजकल नेपथ्य में सम्भावना है,.,!!





*******************************************************************
Mat kaho aakash me kohara ghana hai
Yah kisi ki vyaktigat aalochana hai 

Surya hamne bhi nahi dekha subah ka
Kya karo ge surya ka kya dekhna hai

Ho gayi har ghat par puri vyavastha
shauk se doobe jise bhi doobna hai

Dosto ab manch par suvidha nahi
Aaj kal nepathaya me sambhavna hai
Mat Kaho Aakash me kohra ghana hai- Hindi Kavita by Dushyant Kumar Mat Kaho Aakash me kohra ghana hai- Hindi Kavita by Dushyant Kumar Reviewed by Ashish Awasthi on November 26, 2015 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.